% \startsong \stitle{ha.Ns ha.Ns ke hasiino.n se nazar chaar kiye jaa}% \film{Yasmin}% \year{1955}% \starring{Vyjayanthimala, Suresh, Jayant}% \singer{Lata}% \music{C Ramchandra}% \lyrics{Jaan Nisar Akhtar}% % % Contributor: Anil Hingorani % Transliterator: K Vijay Kumar % Date: December 5, 2000 % Credits: % Comments: LATAnjali series % \printtitle #indian % ha.Ns ha.Ns ke hasiino.n se nazar chaar kiye jaa jo bhii kare pyaar use pyaar kiye jaa \-2 (ye zulf ye abaruu ye lachakati huii baa.Nhe.n bijalii sii giraatii huii khaamosh nigaahe.n) \-2 hai taaqat\-e\-diidaar to diidaar kiye jaa ha.Ns ha.Nns ke \threedots (laazim hai muhabbat me.n lagaavaT bhii adaa bhii ulfat me.n mile kuchh to ta.Dapane kaa mazaa bhii) \-2 iqaraar kiye jaa kabhii i.nkaar kiye jaa ha.Ns ha.Nns ke \threedots har ek adaa husn kii aa.Nkho.n me.n basaa le siine me.n zaraa ishq kaa tuufaan jagaa le soyii huii taqadiir ko bedaar kiye jaa ha.Ns ha.Nns ke \threedots % #endindian \endsong %