% \startsong \stitle{ruuTh ke tum to chal di_e}% \film{Jalati Nishani}% \year{1957}% \starring{Geeta Bali, Kamal Kapoor}% \singer{Lata}% \music{Anil Biswas}% \lyrics{Qamar Jalalabadi}% % % Contributor: Balaji A S Murthy % Transliterator: Balaji A S Murthy % Credits: % Comments: % \printtitle #indian % ruuTh ke tum to chal di_e, ab mai.n du_aa to kyaa karuu.N jisane hame.n judaa kiyaa, aise Kudaa ko kyaa karuu.N jiine kii aarazuu nahii.n, haal na puuchh chaaraagar dard hii ban gayaa davaa, ab mai.n davaa to kyaa karuu.N sunake merii sadaa\-e\-Gam, (ro diyaa aasamaan bhii) -2 tum tak na jo pahu.Nch sake, aisii sadaa ko kyaa karuu.N % #endindian \endsong %