\startsong \stitle{aah ko chaahiiye ek umr asar hone tak} \lyrics{Mirza Ghalib} \singers{Begum Akhtar} \printtitle #indian aah ko chaahiiye ek umr asar hone tak kaun jiitaa hai terii zulf ke sar hone tak aashiqii sabr talab aur tamannaa betaab dil kaa kyaa ra.ng karuu.N Kuun-e-jigar hone tak ham ne maanaa ke taGaaful na karoge lekin Kaak ho jaae.nge ham tum ko Kabar hone tak %[taGaaful = neglect] Gam-e-hastii kaa 'Asad' kis se ho juz marg ilaaj shamaa har ra.ng me.n jalatii hai sahar hone tak %[juz = other than; marg = death; sahar = dawn] #endindian \endsong