\startsong \stitle{bujhii huii shamaa kaa dhuaa.N huu.N, aur apane markaz ko jaa rahaa huu.N} \lyrics{Jigar Moradabadi} \singers{Begum Akhtar} \printtitle #indian bujhii huii shamaa kaa dhuaa.N huu.N, aur apane markaz ko jaa rahaa huu.N ke dil ki hastii to miT chukii hai, ab apanii hastii miTaa rahaa huu.N %[markaz = fixed station] mohabbat insaan kii hai fitrat, kahaa hai anqaa ne kar ke ulfat vo aur bhii yaad aa rahaa hai, mai.n us ko jitanaa bhulaa rahaa huu.N ye waqt hai mujh pe bandagii kaa, jise kaho sajdaa kar luu.N warnaa azal se taa be-afriinat mai.n aap apanaa Kudaa rahaa huu.N zabaa.n pe labbaik har nafas me.n, zamii.n pe sajde hai.n har qadam par chalaa huu.N yuu.N butakade ko naaseh, ke jaise kaabe ko jaa rahaa huu.N %[labbaik(allaah) = I am in your service (allaah) ] #endindian \endsong