\startsong \stitle{so rahaa thaa to shor barpaa thaa} \lyrics{Razi Tirmazi} \singers{Farida Khanum #7} \printtitle #indian so rahaa thaa to shor barpaa thaa uTh ke dekhaa to mai.n akelaa thaa %[barpaa = start] Kaak par mere Kvaab bikhare the aur mai.n rezaa rezaa chunataa thaa %[rezaa-rezaa = piece by piece] chaar jaanib vujuud kii diivaar apanii aavaaz mai.n hii sunataa thaa %[jaanib = side (of); chaar jaanib = all around] %[vujuud = existence (sometimes pronounced as vajuud)] umr bhar buu.Nd buu.Nd ko tarase saamane ghar ke ek dariyaa thaa lab-e-dariyaa kha.De rahe dono.n vo bhii pyaasaa thaa mai.n bhii pyaasaa thaa %[lab-e-dariyaa = on the shores of a river/stream] #endindian \endsong