\startsong \stitle{sun to sahii jahaa.N me.n hai teraa fasaanaa kyaa} \lyrics{Haider Ali Aatish} \singers{Haider Ali Aatish} \printtitle #indian sun to sahii jahaa.N me.n hai teraa fasaanaa kyaa kahatii hai tujhase Kalq-e-Kudaa Gaibaanaa kyaa ziinaa sabaa kaa Dhuu.Ndhatii hai apanii musht-e-Kaak baam-e-bala.nd yaar kaa hai aastaanaa kyaa aatii hai kis tarah se merii kab-e-ruuh ko dekhuu.N to maut Dhuu.NDh rahii hai bahaanaa kyaa betaab hai kamaal hamaaraa dil-e-aziim mahamaa.N saaraay-e-jism kaa hogaa ravanaa kyaa #endindian \endsong