\startsong \stitle{merii aa.Nkho.n me.n dekh ke taare sitaare saare sharmaa gaye} \singers{Ibrahim Ashk #4} \printtitle #indian merii aa.Nkho.n me.n dekh ke taare sitaare saare sharmaa gaye par sajanii ne haal na puuchhaa aur samajhaane sab aa gaye din suune hai.n raate.n viiraan ik ik lamhaa aaj pareshaa.N terii yaad ke kaale saaye shabo.n par bhii ab chhaa gaye aah bhii ab kuchh kaam na aaye pyaas ba>dhe aur jaam na aaye aisii priit kii riit nibhaa ke sanam ham pachhataa gaye #endindian \endsong