\startsong \stitle{na jii bhar ke dekhaa na kuchh baat kii} \singers{Bashir Badr #17} % Additions by Harshad Kamat \printtitle #indian na jii bhar ke dekhaa na kuchh baat kii ba.Dii aarazuu thii mulaaqaat kii ka_ii saal se kuchh Kabar hii nahii.n kahaa.N din guzaaraa kahaa.N raat kii ujaalo.n kii pariyaa.N nahaane lagii.n nadii gunagunaa_ii Kayaalaat kii mai.n chup thaa to chalatii havaa ruk ga_ii zubaa.N sab samajhate hai.n jazbaat kii sitaaro.n ko shaayad Kahbar hii nahii.n musaafir ne jaane kahaa.N raat kii muqaddar mere chashm-e-pura'ab kaa barasatii hu_ii raat barasaat kii #endindian \endsong