\startsong \stitle{zi.ndagii tujh ko jiyaa hai koii afsos nahii.n} \lyrics{Sudarshan Faakir} \singers{Sudarshan Faakir} \printtitle #indian zi.ndagii tujh ko jiyaa hai koii afsos nahii.n zahar Kud mai.ne piyaa hai koii afsos nahii.n mai.ne mujarim ko bhii mujarim na kahaa duniyaa me.n bas yahii jurm kiyaa hai koii afsos nahii.n merii qismat me.n likhe the ye u.nhii.n ke aa.Nsuu dil ke zaKmo.n ko siyaa hai koii afsos nahii.n ab gire sa.ng ki shiisho.n kii ho baarish 'fakir' ab kafan o.D liyaa hai koii afsos nahii.n #endindian \endsong