\startsong \stitle{go sab ko baa-ham saaGar-o-baadaa to nahii.n thaa} \singers{Faiz Ahmed Faiz #50} % Contributed by Fayaz Razvi \printtitle #indian go sab ko baa-ham saaGar-o-baadaa to nahii.n thaa ye shahar udaas itanaa ziyaadaa to nahii.n thaa vaa_iz se rah-o-rasm rahii ri.nd se sohabat farq in me.n ko_ii itanaa ziyaadaa to nahii.n thaa thak kar yuu.N hii pal bhar ke liye aa.Nkh lagii thii so kar hii na uTThe.n ye iraadaa to nahii.n thaa #endindian \endsong