\startsong \stitle{ko_ii samajhaayiye ki kyaa ra.ng hai maiKhaane kaa} \singers{Allama Iqbal} \printtitle #indian ko_ii samajhaayiye ki kyaa ra.ng hai maiKaane kaa aa.Nkh saaqii kii uThe, naam ho paimaane kaa garmii-e-shamaa kaa afasaanaa sunaanevaalo raqs dekhaa nahii.n tum ne abhii paravaane kaa %[garmii-e-shamaa = shamaa kii garmii; raqs = dance] chashm-e-saaqii mujhe har jaam pe yaad aatii hai raastaa bhuul na jaauu.N kahii.n maiKaane kaa %[chashm-e-saaqii = saaqii kii nazar] ab to har shaam guzaratii hai isii kuuche me.n ye natiijaa huaa naaseh tere samajhaane kaa %[kuuchaa = street; natiijaa = result; naaseh = advisor] ab to har ma.nzil se guzarnaa to hai aasaa.N "Iqbal" ishq hai naam Kud apane se guzar jaane kaa #endindian \endsong