\startsong \stitle{ye tasallii hai ki hai.n naashaad sab} \singers{Javed Akhtar #13} \printtitle #indian ye tasallii hai ki hai.n naashaad sab mai.n akelaa hii nahii.n barabaad sab %[tasallii = satisfaction] sab kii Katir hai yahaa.N sab ajanabii aur kahane ko hai.n ghar aabaad sab bhuul ke sab ra.njishe.n sab ek hai.n mai.n bataauu.N sab ko hogaa yaad sab sab ko daavaa-e-vafaa sab ko yaqii.n is adakaarii me.n hai.n ustaad sab shahar ke haakim kaa ye faramaan hai qaid me.n kahalaaye.nge aazaad sab chaar lafzo.n me.n kaho jo bhii kaho us ko kab furasat sune fariyaad sab talKiyaa.N kaise na ho ashaar me.n ham pe jo guzarii hai ham ko yaad sab %[talKiyaa.N = bitterness] #endindian \endsong