\startsong \stitle{Khushiyaa.N hamaarii sar-e-daar tak gayii.n} \lyrics{Mumtaz Mirza} \singers{Mumtaz Mirza} % Contributed by Fayaz Razvi \printtitle #indian Kushiyaa.N hamaarii sar-e-daar tak gayii.n rusvaaiiyaa.N bhii kuuchaa-o-baazaar tak gayii.n tanhaaiiyo.n ne faasale saare miTaa diye parachhaaiiyaa.N merii terii diivaar tak gayii.n vo ehataraam-e-Gam thaa ke lab tak naa hil sake nazare.n uThii.n to sar-e-hadd-e-guftaar tak gayii.n tum ne jalaayaa meraa nasheman to Gam nahii.n chi.ngaariyaa.N u.Dii.n gul-o-gulazaar tak gayii.n Garqaab hone vaalo.n ko kuchh to milii madad saahil se kuchh sadaae.n majhadhaar tak gayii.n #endindian \endsong