\startsong \stitle{jiivan kyaa hai chalataa phirataa ek khilonaa hai} \lyrics{Nida Fazli} \singers{Nida Fazli} \printtitle #indian jiivan kyaa hai chalataa phirataa ek khilonaa hai do aa.Nkho.n me.n ek se ha.Nsanaa ek se ronaa hai jo jii chaahe vo mil jaae kab aisaa hotaa hai har jiivan jiivan jiine kaa samajhautaa hai ab tak jo hotaa aayaa hai vo hii honaa hai raat a.Ndherii bhor suhaanii yahii zamaanaa hai har chaadar me.n dukh kaa taanaa sukha kaa baanaa hai aatii saa.Ns ko paanaa jaatii saa.Ns ko khonaa hai #endindian \endsong