\startsong \stitle{duur hai manzil raahe.n mushkil aalam hai tanhaaii kaa} \singers{Shakeel Badayuni #5} \printtitle #indian duur hai manzil raahe.n mushkil aalam hai tanahaa_ii kaa aaj mujhe ehasaas huaa hai apani shikastaapaa_ii kaa %[shikastaah_paaii = infirmity of the feet] dekh ke mujh ko duniyaaa vaale kahane lage hai.n diivaanaa aaj vahaa.N hai ishq jahaa.N kuchh Kauf nahii.n rusavaa_ii kaa chho.D de.n rasm-e-Kud_nigarii ko to.D de.n apanaa iimaa.N Katm kiye detaa hai zaalim ruup terii a.nga.Daa_ii kaa Note: Peenaz Masani sinsg this as: chho.D de rasm-e-Kud_nigarii ko chho.D de apanaa haath yahaa.N Kaak kiye detaa hai zaalim ruup terii a.nga.Daa_ii kaa mai.n ne ziyaa husn ko baKshii us kaa to ko_ii zikr nahii.n lekin ghar ghar me.n charchaa hai aaj terii raanaa_ii kaa %[ziyaaye.n = splendour, brilliance; raanaaii = radiance] ahal-e-havas ab ghabaraate hai.n Duub ke behar-e-Gam me.n "Shakeel" pahale na thaa bechaaro.n ko a.ndaazaa geharaa_ii kaa %[havas = desire; behar = sea, gulf, bay] #endindian \endsong