\startsong \stitle{tum nahii.n Gam nahii.n sharaab nahii.n} \lyrics{Saeed Rahi} \singers{Saeed Rahi} \printtitle #indian tum nahii.n Gam nahii.n sharaab nahii.n aisii tanhaaii kaa javaab nahii.n gahe gahe ise pa.Daa kiije dil se bahatar koii kitaab nahii.n jaane kis kis kii maut aaii hai aaj ruK pe koii naqaab nahii.n vo karam u.ngaliyo.n pe gi.nte hai.n zulm kaa jinake kuchh hisaab nahii.n #endindian \endsong