Online Interface to ITRANS
"ISONGS .s input" page format example
Choose "ISONGS .s input" format for text that is a ITRANS Song Book .s file.
This will be processed using ITRANS and LaTeX.
Examples of .s files can be found in the
ITRANS Song Book
archive, hindi and marathi sections.
here's an example of one such document, using Script "hindi",
Text Size "normal" settings on the web page form:
%
\startsong
\stitle{aa.Nkho.n me.n hamane aap ke sapane sajaaye hai.n}%
\film{Thodi Si Bewafai}%
\starring{Rajesh Khanna, Shabana Azmi}%
\singer{Kishore, Lata}%
\music{Khaiyyam}%
\lyrics{Gulzar}%
%
% Contributor:
% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@aczoom.com)
% Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup)
% Rajan P. Parrikar (parrikar@mimicad.Colorado.EDU)
% C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
%
\printtitle
#indian
%
% Subject: Romance with Raga Pahadi
kishor: aa.Nkho.n me.n hamane aap ke sapane sajaaye hai.n \- 2
palake.n uThaa ke aap ne jaaduu jagaaye hai.n
lataa: sapanaa bhii aap hii hai.n haqiiqat bhii aap hai.n \- 2
bas aap aap aap hii mujhame.n samaaye hai.n
kishor: aa.Nkho.n me.n hamane aap ke sapane sajaaye hai.n
kishor: aa.Nkho.n kaa ra.ng Dhuu.NDhaa hai.n hiire talaash kar
dil me.n sajaaye.nge ye ra.ng yuu.N hii umr bhar
mushkil se zi.ndagii ke
mushkil se zi.ndagii ke, ra.ng haath aaye hai.n
aa.Nkho.n me.n hamane aap ke sapane sajaaye hai.n
lataa: doharaaye jaaye.nge naa ye lamahaat ab kabhii
sapano.n me.n bhii na chhuuTegaa ye saath ab kabhii
milatii hai.n zi.ndagii jab aap muskuraaye hai.n \- 2
lataa: ye dil kuchh aise aap ke sajade me.n jhuk gayaa
kishor: nazare uThaayii aap ne to vaqt ruk gayaa
lataa: Thahare hue palo me.n
Thahare hue palo me.n, zamaane biThaaye hai.n
kishor: aa.Nkho.n me.n hamane aap ke sapane sajaaye hai.n
lataa: aa aa bas aap aap aap hii mujh me.n samaaye hai.n
kishor, lataa: aa.Nkho.n me.n hamane aap ke sapane sajaaye hai.n
%
#endindian
\endsong
%
Your output should look like this: